Sep 3, 2008

Watan ki fikar kar - Allama Iqbal

I copy here a poem in view of the numerous crises that Pakistan is facing at the moment. Allama Iqbal wrote the following poem prior to the establishment of Pakistan. But it seems much more relevant today.

watan ki fikar kar

watan ki fikar kar nadaan museebat aane wali hai
teri barbadiyon ke mashware hain aasmanoon main

zara dekh isko jo kuch ho raha hai hone wala hai
dhara kiya hai bhala ahde kuhan kii daastoon main

yeh khamoshi kahan tak, lazzat-e faryad paida kar
zameen par tou ho aur teri sada ho aasmaanoon main

na samjhonge tou miT jaoge hindustaan [pakistan] walo
tumhari daastan tak bhi na hogi daastanoon main

- Allama Iqbal

2 comments:

Unknown said...

Bhai ye pakiatan bracket mai kyun hai

Anonymous said...

I need this poem meaning in english can u please help out